CHECKOUT!! Play & Free Download Most Trending New 3 Shaban FATIMA KA HUSSAIN Manqabat Ringtone Mp3 by Ahmed Raza Nasiri For Your Android Phone and iPhone users to set call and SMS Ringtone. Better than Mobcup, Zedge, and Pagalworld.

Downloads : 391 / Views : 1497 / Upload Date: 2022-03-07


Download Now Download More Islamic Ringtones

Mazhare kibriya Fatima ka Hussain Song Details

Song: Mazhare kibriya Fatima ka Hussain
Singer: Ahmed Raza Nasiri
Music: Rao Muttahar - RWDS
Label: Ahmed Raza Nasiri

Lyrics

Mazhare kibriya Fatima ka Hussain 

Mustafa ki dua fatima ka husian

Bola Fitrus na par mujhko kyo kar mile

Hai maseeha mera Fatima ka Hussain

Aaj hai teesri maahe shabaan ki

Marhaba Aagaya Fatima ka Hussain

Khali dar se kabhi bhjety hi nahi

Ek khuda doosra Fatima ka Hussain

Hur ko pehlay hi tha iss pay kaamil yaqeen

bakhash day ga khata Fatima ka Hussain

Hai yaqee’n ek din sooye Karbobala

Mujhko bulwaayga Fatima ka Hussain

Sham ki fatiha binte sher e Khuda

Fatahe Karbala Fatima ka Hussain

Jang karte hue thak gaye ashqiya

Or larta raha Fatima ka Hussian 

Ruk gaya Irjayi par, wagarna kisi

Ko nahi chorta Fatima ka Hussain 

Mujhko Afraz kiyo hashr ki fikr ho

Hai mera assra Fatima ka Hussain


    Avg Rating 4.00 by 2 User(s)


Same Category Latest tunes



    Noor Wale Mustafa Aa Gaya Ringtone

    Download: 459


    Munafiq Insan Ban Ringtone by

    Download: 302


    Koay Nabi Se by Syed Hassan Ullah

    Download: 324


    New Rabi ul Awal Kalam | Jashn E

    Download: 317


    27 Ramadan Naat Status | 27

    Download: 454


    Sarkar AA Gaya Na Bismillah

    Download: 356